Ay Mere Dost Tera Imtehaan Baqi Hai
Kitabe Ishq Padha Ke Maine Samjha
Wafa Se Khoobsurat Kuch Nahi Hai
Khamoshiyon Ka Ek Safar Kar Raha Hun Main
Manzil Bohot Qareeb Hai Par Dar Raha Hun Main
Andhera Mangne Aaya Tha Roshni Ki Bheek
Hum Apna Ghar Na Jalate To Aur Kya Karte
Aahat Yeh Ho Gayi Thi Ke Aahat Karoge Tum
Ek Din Hamare Naam Se Nafrat Karoge Tum
Sahi Ye Hai Ke Galat Ko Sada Galat Likha
Isi Ke Liye Mujhe Ruswa Kiya Zamane Ne
Na Adab Aadaab Na Tareef Ke Kabil Hain Hum
Beadab Ke Saath Hain To Beadab Kehlayenge
Hazaaron Thokrein Khakar Bhi Chal Raha Hoon Main
Ruki Nahi Hai Abhi Tak Talaash Manzil Ki
Safar Lamba Bohot Hai
Khuli Ankhon Se Sona
Khula Mizaaj Nihayat Shareef Aadat Ke
Zabaan Kharab Hai Lekin Hain Saaf Niyat Ke
Hum Aadmi Hain Magar Hain Bade Mohabbat Ke